Tinda Recipe In Hindi
Namaste dosto : Aaj hum apna dosto ki liye special tinda masala ke sabji laye hai. Jo garmiyo mein aasani se bane jati hai.
Aur is mein bahut sare nutrious hota hai jo ki hum healthy rahkta hai, yeh bahut hi tastey sabji hoti hai.
Aur aap iss north Indian ke khana ke sath bahut sawad se kha sakta hai.
Khana ki plate mein thindi dekhar asar log ka muh bane jata hai.Par masaladar tinda ke lazabava sawad sabhi ko bahut hi acha lagata hai .
Aap iss jarur banaya kyuki ye bahut aasani se bane jati hai, aur sehat ke liye bahut hi acha hai mana jata hai. aayiye jante hai ki kaise banaye yaha lazabvab sabji .
- Preparation time 5 minutes
- Cooking time 15 minute
- Serving person 3-4
Read also :–
- Best Hyderabadi Chicken Biryani Recipe In Hindi
- chicken biryani kaise banaye
- malai kofta banane ki vidhi
- Best Punjabi Dishes Recipe In Hindi,
Ingredients for special masala tinda
- Tinda 10 (500 gram)
- Onion 2
- Tamatar 3(200 gram) paste bana la
- Ginger and garlic ka paste
- Hari mirch 2 barika kat hua
- 2 table spoon coriander powder
- 1 small table spoon haldi powder
- Jeera (cumin) ½ small table spoon(bhuna hua)
- Hinga 1 picha
- Laal mirch powder ¼ small table spoon)
- ½ cup dahi ( agar aap chahiya toa )
- Fennal (soaf) 1 small table spoon
- Salt ½ tablespoon
- Oil 1 tablespoon
- Hara dhaniya 3 table spoon (barika kat hua)
How to make tastey tinda masala :
- Tinda ko acha se dhokar sukhkar chilkar kar tayra kar liyejiya ,ek thindi ke 7 se 8 tukda karta hua lamba tukda karta hua sare tinda kat kar tayra kar liyejiya.
2. Tamatar hari mirch garlic ginger ka paste bana kar tayar kar liyejiya
- Pan mei 1 tablespoon oil dalkar garm kiyjiya isma soaf aur hari mirch ka tadka lagya
Phir onion (pyaaz) aur garlic ginger ka paste dalkar medium flame par pakya
- Jab paste ka colour halka brown ho jaya toh ismein tamatar ka paste , haldi,coriander powder,garma masala ,laal mirch powder, jeera powder, hing, dalkar mix karka pakye
- jab tamatar oil ko choda de tab ismei dahi acha se mix karke daal de.
Iss ek minutes tak pakkar gravy mein tinda dalkar mix kare ab pan ko dakkar medium flame par tinda ko pakane de.
Agar aap chahye toa sukh bhi bane sakte hai nahi, toa 2 minutes tak bhuna kar mix kare le tinda mei ½ cup pani dalkar mila diyejiya.
- Thodi der mein hi tinda pakar tayra ho jaye gya . check kiyjiya tinda narme ho gya hai inha masala dalkar acha se mila liyjiya,
- Hara dhaniya dalkar mila liyejiya aur sabji ko dakkar ke 3 se 4 minute pakkne diyejiya .phir gas ko off kar dena
Sabji banakar tayra hai sabji ko katori mei nikla liyejiya aur thoda se hara dhaniya upar se dalkar sajaya , garma garma tinda masala ki sabji ko chapatti, paratha, naan ya chawal kisi ke sath bhi
- (serve) kar sakta hai aur aap bhi iska aanad liyjiya.
So Friends : aapka tastey special tinda masala receipe ready hai.
aapko ise artical ko follow karke tastey sabji ko aapne ghar par bhi banaye, aur hum comment karke jarur baatya ,aur aapni family ,friends ke sath jarur share karye.
Read also:-
- Golgappa Pani Recipe And Pani Puri Recipe In Hindi
- Matar Paneer Recipe In Hindi
- Best Chinese Recipes In Hindi,
- Hyderabadi Mutton Biryani Recipe
- Best Chowmein Recipe In Hindi
- Aam Ka Achar Banane Ki Recipe In Hindi
- Ghar Baithe Banaye Bharwan Karela
- How To Make Paneer At Home
- Rajasthani Daal Batti Recipe Hindi mein
- Rajasthani Panchmel Dal
- Bhindi ki sabji kaise banaya